Skip to main content

Posts

Showing posts from July 15, 2020

Modules and Packages in Python in Hindi (Part -16)

                    Modules and Packages Modules aur Packages sunne mai kafi fancy term lag raha hai, lekin is post ko padhne ke baad apko clear hojayega ki modules aur packages kya hai ? let's suppose apne ek python program banaya aur usse save kr diya rishabh.py name se, aur fir apne ek dusra program banaya aur ussse save kr diya gupta.py name se , to basically rishabh.py ek module ho gya aur ussi tarah gupta.py bhi ek module ho gya aur har module ke andar kuch classes hongi kuch , kuch functions honge , aur ham in classes or function ka use kr skte hai dusre program mai import statement ki madad se jo ki hm aange dekhne wale hai , to basically module .py name se save koi bhi python program hogaya, to ab baat krte hai ki packages kya hote hai , to packages basically collection of modules and empty __init__.py file hote hai, to agar upar wala example le to agar hm rishabh.py , gupta.py aur empty __init__.py file ko ek folder mai rakhe to vo folder ek Package kahelayega. module - r