Subscribe * indicates required Email Address * Variables Variable basically ek container hota hai jisme ap data value store krte ho . example a = "hello" b = 3 c = 3.4 To idhar ap dekh skte hai a, b, c ye teeno variable hai , a mai hmne hello naam ki string ko store kiya hai , b mai hmne 3 ko store kiya hai aur c m hamne 3.4 ko store kiya hai ap ise aise bhi samjh skte ho ki (a) ek box h jyisme hmne hello ko daal diya hai , i hope ki apko variable bahut acche se clear ho gya hoga. Waise mai apko bta du ki baki programming language jaise java waha hme variable ko declare krna padta hai mtlb hme batana padta hai ki ye variable kis type ka hai jaise int , float , string, char etc. lekin python mai hme yaha batana nhi padta ki ye kis type ka hai. ...
Learn Python in very simple language ("keep it super simple")